Loading...
Thursday, January 05, 2017

Dukh Nahi Waha Fasana Jahan Hai Tera


Dukh Nahi Waha Fasana Jahan Hai Tera
Khushi Dhoondhe Hamesha Aashiyana Tera
Zindagi Mein Tu Kabhi Udaas Na Ho
Duniyaa Yeh Yaad Rakhe Muskurana Tera!

Share to:

 
TOP